broken link ko online check karne ke liye main aap logo ke kuch tools bataa hu.jisse aap apne website ya blog ke link checker kar skte hai.or aap es death hyperlinks ko fix bhi kar skte hai.es links ko fix karna bahut hi important ho jo ki aapke website ko search engine me ranking bhi badhega | yadi aap es links ko fix nahi karte hai to aapke search engine me rank kam hone lagage to esko jaruri hai fix karna.
main es post me broken links check karne ke free tools bata raha hu.jise aap apne blog ke dead link checker ke madat se fix kar skte hai. aapko intrnert par bahut se online broken links check karne ke site mil jayege.
Broken link kya hai?
jab post ko likhte hai to usme external link ko add karate hi hai taki koi bhi visiter post read Karne ke Liye Aaye to hamare next post ko read Kare Eske liye external link add Karte hai. man lijiye ki aapke aane wale feature me AAP blog ke post, image ko delete kar date hai to delete kiye hu image, post ke link expire ho jate hai.jab post, image par click karte hai to
404 checker page not found show hone lagta hai.
ya post ke permalink ko change kar dete hai.to old link hi broken links ban jate hai.maan lijiye aapke jo old post hai jise aap kisi karan se us link ko change karna pada or aap change kar dete hai wahi broken links ban jata hai.
change kiye link par yadi koi bhi visiter click karta hai to error show hone lagta hai esko fix karne ke liye aapko apne post me jana hoga.kyoki aap jin-jin post me we link add kiye hai us link ko delete kar dijiye ya phir add kiye hu link par dusra link add kijiye.nahi to aap website broken link checker kijiye.
Broken Link Ko Kaise Fix Kare
jab blog maujood post,image delete kar dete hai to we broken link ban jata hai jise search engine or vister ko read karne me bahut problem ko samana karna padta hai.es liye broken links ko delete karna important hai.
kyoki search engine aisa post ke link ke pasand nahi karta hai or search engine me ranking kam ho jati hai or aapke organic traffic bhi search engine se kam milta hai
yadi aapke post ke koi bhi use search engine se saech karta hai or bar-bar aapke blog ke post par 404 error aata hai to visiter aapke website par kabhi bhi dubara nahi aayega or aap es problems ko solve kar lete hai to visiter aapke blog par dubhgra se aayega.or aapke post bhi read karke jayega.
to main aap log ke liye online broken links check karne ke tools bata rahe hai aap us tools ki help se aapne blog ke broken links ko pata bhi kar sakte hai or aap erro ko fix bhi kar skte hai
to chliye Eske bare me Jante hai or broken link ko fix karke apne blog ke SEO friendly ban sakte hai or aapke blog organic traffic bhi increase Hoga show chaliye eske bare me jante hai.
➧ seo meta tags website me kaise add kare
Website Ki Broken Link Check Kaise Kare
1.Online Broken Link Checker: es tools me AAP aapne blog ke url dal kar FIND par click Karte hai to aapke blog ya website me jitne bhi death hayperlink honge ye sacan karke aapke destop par eska result show kar dega.or aap es tools ki help se broken link checker ke madat se fix kar skte hai.yah ek bahut hi badiye online broken link check karne ke tool hai.
2.Broken Link Checker: yadi aapke blog wordpress par hai to aap es tool apne pulgin me use kar sakte hai.or aapke blog me jitna bhi broken links hai uska result aapke ye tool bata dega.ki kon sa broken link kon sa post me hai.or aap wordpress ke blog me moujood broken =
link ko delet kar sakte hai.
ye website bahut hi badiya hai kyoki es site me broken links check karte hai to aapko broken link ko bata degi ki aapke kisi post me broken link hai.
3. Power Mapper: ye website aapke blog ke pure scan karke result show karti hai jaise ki broken link,css,html,Script Errors,RSS ye sab aapke website ya blog ke check karke result show karti hai.
ye site bahut hi badiya hai broken link ko check karnbe ke liye kyoki html,css.scrip errors ko chek karke batayegi ke aapke blog me kaha par broken link hai.aap es me bhi chec kar sakte hai.
4.Dead link checker: aap es me apne blog ke url dal kar broken links ko check kar sakte hai.aap jaise hi url dal kar check par click karte hai to aapke captch ko fill kijiye or check par click kijiye aapke blog ke broken links ke result aapke destop par show kar dega to aap apne broken link ko fix kar skte hai.
aap bataye gaye webiste me aapne blog ya website ke broken link ko check kar skte hai or aap apne blog ke broken links ko fix bhi kar skte ho es tool ke help se.
I hope aapko ye post bahut hi pasand aaye hoga agar aapko ye post pasand aaye to aap hamre blog ke subscribe kar sakte hai.kyoki main apane blog par aise post ke update karte rahte hai.