Website Ka Spam Score Check Kaise Kare1

Spread the love

Aaj ke time bahut aise new bloggers jo ki usko ye malum nahi hota hai ki spam score kya hai website ka spam score check kaise kare te hai.ye sab bilkul nahi jante hai.we sidha ye jante hai ki blog par post ko likh diya or use SEO kar diya.but aapko yahi karna kaphi nahi hai.time-time par aap apne website/blog ke span score par bhi aap dhayan dijiye.ye bhi seo ke liye bahut hi jaruri hai.yadi aap spam check nahi karte hai to aapke website ko aage chal kar bahut bada nuksan ho jayega.aksar new blog es bat par jyada dhyan nahi dete hai.kyoki usko spam ke bare me pata nahi hota hai.

website ka spam score check kaise kare

Internet par maojud aise bahut se kam blogger hai.jinko spam ke bare me pata hai or we apne blog ko spam se bachane ke liye fake work nahi karte hai.Acully mere ko eske bare me bilkul pata nahi ttha ki sapm kya hota hai.iska kam kya hai.jab mera pahle bar blog ke url facebook ne spam kar diya tha to main eske bare me bahut resaerch kiye.phir main soch ki kahi par hamre website
ya blog yadi sapm ho jaye to kya karenge.to main eske liye es post ko likhna pada ki kisi ko presahni na ho.website ko span hone se bacha sakte hai.aapko ek bat hamesha dhayan me rakhane hai ko aap sirf search engine optimization karte na jaye aap bich-bich me aap spam score bhi check kijiye.

Adsense unit ads kaise banye

Blog ke  sabhi post me sath ads show karaye

Spam Score Kya Hai

yadi aapke site ke spam score 1,2,3,4 hai to koi baat nahi hai or aap aage se ye dhyan me rakhna hai ki aapke blog ke spam score kahi jyada naa ho paye.maan lijiye ki aapke website ke span score 17 ho gaya to aapke domain search engine ke backlist me ho gaya hai.ab aapke domain search engine me kabhi show nahi karega.

kisi blog ke spam score 5 6 ho jaye to aap ye samjh lijiye aapke google webmaster ki taraf ek warning hai.

yadi aapke blog ke spam score 7,8 ho jaye to aap apne domain hi chnge kar dijiye.or aap kiye huye galti ko dubare naa ho eske liye aap pura savdhani
se kam kijiye

yadi ek baat ko dekha jaye to aapke spam score 4 ho jye to google es par kisi prakar ke action nahi leta hai.but esse jyad hone par spammy domain kahlata hai.or es par google hermful action nahi leta hai.or esse jyada ho jane par google backlist aapke domain dal deta hai.

Website ka Spam se Kaise bachaye

website ya blog ke spam hone ka bahut bad hath spam links ka hota hai.kyoki kai aise new bloggers hai jo ki low quality ke backlink bana lete hai.or aap us blog par comment kar dete hai,ya phir us website se milane wali backlink spam score jyada rate jayda ho.or phir us website ke spam score badh jata hai.

mera kahne ke matlav ye hai ki aap jab bhi website ke backlink banye to aap bach kar banaye kyoki kuch aise log hai jo kione day me bahut se jayda low quality ke backlink bana lete hai.ye karna baut hi galta bat hai.or we khud ke apne wedsite ke spam score badha rahe hai.

yadi aap spam backlink ko kam karna chahte hai to aapko us low quality ke site ko khojna hoga or aap us site ko khoj kar aap jo link kiye hai usko disawov kar dijiye.

jab aaap sari low quality ke backlink ko aap remove kar dte hai to aap jab phir se spam score check karge to aapke spam score kam ho jayega.but aapko ye tabhi hoga jab aap sare low quality ke backlink ko remove kar deta hai.

Website Ka spam Score Check Kaise Kare

website/blog ke spam check karne ke liye kuch free tools bata rahe hai jisme aap apne blog ya websit url ko dal kar spam score check kar skte hai.ki aapke span score kya hai.or aapko uper padh kar pata chal gaya hi hoga ki spam score hone par kya kiya  jata hai.to chaliye aage chalte hai.

 Seo kya hai 



1.moz
website ke spam score check karne ke liye moz open site exporer ko aap use kar skte hai.ye tool bahut hi badhiya or popular bhi hai.sirf aapko es me kuch karne ki jarurt nahi hai aap apne website ke url ko daliye uske bad aap anlyze par click kijiye. jaise hi aap click karte hai to aapke screen par sare details show  ho jayega.

etana hi nahi Moz open site explorer aapke website ke DA PA  score or inbound link ke bare me bhi report show karega

spam score check karne ke liye aap tool ke jyada use naa kare aap crome browser extension ko install kar lijiye.jab aap moz open site exporer ko install kar lete hai ko aapko bahut kuch ki jankari mi jati hai jaise ki DA PA Spam Flags mil jati hai.uske allawa aapko hight quality site ke pata chal jata hai.

2.WSC
ye tool jab aap google me website spam checker type karke search karenge.to aapke ye site pahle hi page par open hogi.aaj ke time me bahut jayda spam score check karne ke liye use kiya jata hai.ye bhi bahut hi badhiye website hai.

aap apne website ke url ko type kijiye uske bad me aap “I am not robbot” ko fill kijiye uske bad me aap check button par click kijiye aapke website spam score show ho jayega or aapke DA PA kitana hai we sab jankari aapko mil jayega.

Asha karta hu ki aapko ye post pasnd aaya hoga yadi aaya hai to hamre blog ke subscrib kijiye kyoki main har roz ne post update karte rahte hai.yadi aapke koi bi sawal hai to comment box me comment kar dijiye.main aapko reply kar dunga.


Spread the love

Leave a comment