yadi aap ek blogger hai to aapka ye seo ke bare pata hi hoga ki seo kya hai or seo ke benffit kya hai yadi aap jante hai to koi bahi nahi aap bhi read kar sakte hai.or aap nahi bhi jante hai to main aapko what is seo in hindi ke bare me pure jankari baaunga ki seo kya hai.
seo use kahte hai jahe aap Digital marketing ya internet seo par sad depent karta hai jahe we kitne hi bade online product and service sell karne wali companay ho ye sab lakho rupees seo ke upper kyo kharch karte hai.or ye seo kya hai.yadi aap es sawal ke jawab khoj rahe hai to aap sahi post par aaye hai.or aap seo ke bare adhik janne ke liye aapko ye post pura read karna padega.tab aap seo ke bare me jan payege.what is seo
yadi aap koi bhi post adhe-adhure padhate hai.to aapko kuch bhi samjh me nahi aayega.eske liye aap pura padhe.yadi aap seo ke word pahle bar sune hai ya aap eske bare me kahi likhe huye padhe hai,ya phir aap eske bare me interne and digital marketing par aap naye hai.to aapko ye word sunne ko milta hi hai. yadi aap eske bare me aap pur janana chahte hai to aap es post ko pura dhyan se read kijiye.kyoki main aapko es post me simpale trike se seo ke bare me pura bataunga or aap easy se jan jange.to chaliye eske bare me jante hai.
Top Online Backlink Checker Tools
seo ka full form search engine optimization hota hai.eske sidha connection search engine se hota hai.or aap seo ke help se apne website ko top par lane ke rulls hota hai.jise aap es rulls ko follow karke aap apne website ya blog ke search engine ke first-page par show kara sakte hai.or aapke website ya blog par search engine se traffic increase bhi hogi. to eske liye aapko first-page par lane ke liye aapko search engine optimization karna bahut hi jaruri hai.what is SEO
kyo intenet par moajud har use first hi website ya blog par visite karna bahut pasand karte hai.yadi aapke website first page par show nahi karegi to aapke website ya blog par traffic increase hogi nahi to eske liye aapko seo ke rulls ko follow karke aap apne website ke top par show kar sakte hai.tab ja karke aapke blog par traffic increase hogi.
aap blog ya website kis liye bante hai.paise kamne ke liye n yadi aapke blog ya website par traffic nahi aayegi to aap online paisa kabhi nahi kama sakte hai.maan lijiye ki aap online product sell kar rahe hai or aapke product nahi sell ho raha hai to aap kya karenge.aap bahut hi sad ho jayege.to eske liye aapko apne website ko search engine ke first page par lana bahut hi jaruri hai.jab ja karke aapke website ya blog par visite bhi hoga or aapke online product bhi sell hoga.or aapko first page par lane ke liye aapko search engine optimization karna padega.
website ke traffic increase hone se earning bhi badhega or aapke website ya blog ke search engine me value increase hoga.or aapke blog ya website ke search engine me ranking bhi badhega.
for exampale: maan lijiye ki aapko kahi par jana hai to aap kya karenge.jaise-taise chale jayege nahi na .to aapko road map ki jarurt hai to sahi road ke ruot ko chun kar jana hai or aapko kisi bhi human ko nuksan nahi pahuchan hai.tab ja karke aap apne sahi target par pahuch payege.thik usi prakar ke search engine optimization bhi hai.jis rull ko follow karke aap sahi raste par pahuch jayenge.
taki koi bhi search engine me search kare to aapko sahi jankari mil paye eske liye search engine road map hota hai seo jise hum search engine optimization kahte hai.
SEO or traffic rules done hi logo ke liye kam karta hai.taki hamare journey achhe bane rahe.jaise ki maan lijiye ki aap search engine aap what is SEO keywords search kar rahe hai or aapke result uske bare me aa gaya or aap jab we open karke read karte hai to kuch or hai.to hamare search engine me journey user experience kharab hogi.
eske liye search engine me user experience badhane ke liye seo factor ke estemal karte hai taki hume user ko faslty correctly information de sake.
dosto har search engine ke apana seo factor hota hai.or aaj ke time me google sabse bada search engine hai.jo ki puri duniya sabse jyda use kiya jata hai.google ke lag-bhag 200 Seo factor par kam karta hai.
agar main aapko seo ke one line me samjhana chahte hai ki google usi content ko pasand karta hai.jise user pasand karte hai.jise wah content google ke automatic first page par chala jata hai.yadi aapke content user ko pasand nahi aaye to aapke search engine me dhire-dhire niche chal jayega. or yahi google seo factor ke niyam hai.
SEO kya hai
seo se pahle aapko ye janna jaruri hai ki search engine kya hai.search engine ek aisa engine hai jo ki algorithm hai.jo ki hum koi bhi jankar ko search karte hai to sahi jankari dene ki kam karta hai.uske liye we apne database me mojud jankari ko fastly crawl, index ya ranking deta hai.jise hum SERP (Search engine Result Page ) kahte hai. kisi bhi page ko search engine ke first-page par lane ke liye SEO ke bahut hi important hoti hai,jaise ki Google, Yandex, Bing lane ke liye.
maan lijiye ki aap kisi bhi search engine me search karte hai ki what is seo in hind to jiske first page aati hai use SERP kahte hai.
aaj ke time me google duniya ke sabse popular search engine hai.har internet google me hi kuch bhi search karte hai.duniya me karib 80% log google search engine ko use karte hai.uske bad me koi or site ko use karte hai.jaise Bing,yandex ya or bhi search engine hai.jise log use karte hai.
yadi aap google me kuch bhi search karo to aapka sabse best result show karta hai or ye apne 200 seo factor ke help se karta hai.jo ki kisi ke article google mapdand ke niyma anushar show karta hai.or usi ko first page par show karta hai jiski sahi jankari hoti hai.
Type of seo in hindi
White hat SEO:jab aap apne website ke natural trike se search engine optimization karte hai to use white hat seo kahte hai.or es white SEO ke india ke bloggers Technique ke use karte hai.ye website ke liye bahut hi achha rahta hai.or ese karne se website ke value bhi badhata hai or search engine me increase hoti hai.
Black hat Seo: jab aap google ke rulls ko follow nahi karte hai to use blach hat seo kahte hai.jise website par bahut hi bura prabhav padta hai.eske liye aap hamesh white hat seo kijiye.
Search Engine Optimization Kaise Kaam Karta Hai
jab aap search engine karte hai to sabse pahle aapko post ko crawl and index ki huye post ko search engine ke first-page par show karta hai.jiske search engine bost and spider ke lagtar 24 hours craw karne par we aapne search engine ke Ranking list banta hai.or jaise hi AAP search engine me kuch bhi search karte hai to search engine Result Page me show karta hai.
search engine tree steps me Kaam Karta hai.
1. Crawling
2. Indexing
3. Ranking
jab aap samajh chuke hai ki search engine kaise kam karta hai to aapko search engine optimization ke bare me samajhna bahut hi asani hogi.simple me main phir se bol deta hu ki seo ke sidha connection search engine se hota hai.
type of SEO
2.off page SEO
On page SEO: search engine optimization two type ke hote hai.to sabse pahle hum on page seo ke bare me janege.esse website par organic traffic increase hoti hai.
apane website ke search engine optimize ke anushar setup kiya jata hai usko on page SEO kahte hai.
or aise karne se aapke blog ya website par organic traffic bhi increase hoti hai.or google par aapke keyword search karke aapke website par aana usko oragnic traffic kahte hai.
on-page SEO ke bahut se factor hote hai jiske help se aap apne website ke optimize kar sakte hai.eske liye niche ke step ko follow kare.
➧Website security HTTPS etc
➧website speed
➧Website Structure
➧Check Broken Links
➧Internal Links
➧Website Favicon
➧Mobile-friendly Website
➧Post-Good Length
➧Meta Description
➧Google Analytics
➧Keyword Density
➧Image Alt Tag
➧URL Structure
➧Highlight Important Keyword
➧Use Heading Tag
➧HTML Page Size
➧Google Sitemap
➧SEO Friendly URL
➧Title Tag
➧Social Media Button
➧Clear Page Cache
Off Page Seo:website ya blog ke post ko search engine me rank karne ke liye post ko promote karna hota hai.jise off-page SEO kahte hai. jab ham post ko likh kar publish karne se rank nahi karega usko share bhi karna ho hota hai tab ja ja karke hamare post search engine rank increase karta hai.
off page seo karne ke bahut se trike hai jise aap karke blog ke post ko search me increase kar sakte hai.aap apne website ke traffic bhi badha skte hai.off page SEO karne ke liye niche ke step follow kijiye.
social network site
➧Facebook
➧Facebook group
➧Facebook page
➧google-plus
➧Twitter etc
Social Bookmarking Site
➧Linkedin
➧Stumbleupon
➧Reddit
➧Tumblr
➧Pinterest
➧Digg
➧Digg
➧Guest Posting
➧Forum Posting
➧Question and Answering Site
➧Blog Commenting
➧Blog Directory Submission
➧Search Engine Submission
➧Classifieds Submission Site
Video-Sharing site
➧Photo Sharing site
aapko seo kya hai ke bare me pure jan kari mil gaya hoga.
I hope aapko ye post pasand aaya hoga yadi aapko pasand aaya hai to hamre blog ko subscribe kijiye kyoki main har roz new post update karta hu.
yadi aapke koi sawal ho to comment box me comment kar dijiye or aap es post ko apne dosto ke sath share kijiye.