Mobile Se Virus Kaise Nikale Pure Jankari Hindi Me

Spread the love

hello dost aapko is post me batayenge ki aap apne mobile se virus kaise nikale skte hai.virus kisi bhi mobile me aa jatge bina aapke permission ke agar aapke bhi mobile se virus ho gaye hai to aapko yew janna bahut jaruri hai ki aap apne phone se virus kaise virus nikale sakte hai.to aapko preshan hone ki koi jaruri nahi hai main aapko is post ke jariye batayenge ki aap apne android phone se virus ko kaise hataye.or virus ko hatane ke liye aapko ek easy bhasa me sanjhayenge.

mobile se virus kaise nikale


jise aap is post ko padh kar aap apne mobile se virus ko asane se nikal payenge.or aap virus ko apne mobile me hai ya nahi aap pata bhi kar skte hai.or pata karne ke bad aap apne mobile se virus ko hata skte hai or aapke mobile phir se pahle ke jaise chalene
lagega.jaise ki aap jante hi hai ki aaj ke time me android mobile ke use karne wale bahut se user hai.or computer ya laptop se jyada use karne wale smartphone  hai.jiske ghar me dekho to uske ghar me hatho-hath android phone hai.


Mobile call ko hack kaise kare

aise me bahut se android phone user hai jnko pata nahi hai ki uske mobile me virus kaha se aa jate hai.or virus ko kaise naikalte hai.to main aapko pahale bata de ki aapke mobile me virus kahi se bhi ho jate hai,

or bina aapke permission ke to virus ko hatane ke ke liye aapko ye post ko suru se le karke aapko last tak padhana padega tab aapne mobile ke viruse ko hata sdakte hai.to aaiye iske bare me jante hai ki kaise hatate hai.

android mobile ke virus ko pata kane ke liye bahut se tarike hai.jaise ki aapko mobile chalte-chalte ruk jata hai,mobile shlow chalta hai, aapke mobile hang hota hai.to aapke mobile me ye karan hai to aapke mobile me virus hai.agar aap apne mobile me kisi bhi virus ko openh karte hai to aapke mobile hang hone lagta hai or uske hi wajah se aapke mobile ke processing speed kam hone lagta hai.to aap ye jan lijiye ki aapke mobile me virus ke ho gaye hai.

jab aap apane mobile me internet ko on karte hai to aapke mobile me bar-bar ads aate hai.or aapke mobile bar-bare restart hota hai.to aapko ye jan lena chahiye ki aapke mobile me virus hai.to aap ye jane gaye honge ki mobile me virus ko pat kaise klagaya ja sakta hai.ab main aapko mobile se virus hatane ke bare ma batayenge ki kaise virus koi hatate hai.to aaiye jante hai.

Driverpack solution kya hai

Mobile Se Virus Kaise Nikale

main aapko android phone se virus hatane ke bare me kuch trike batenge jise help sde aap apane mobile ke virus ko hata sakte hai.to aaiye jante hai ki kaise hatate hai.


∎ Reboot Your Phone
aap apne phone ko reboot karke virus ko nikal sakte hai.reboot karne ke liye aapko sabse pahle aap apne power button ko press kijiye.uske bad me aapko reboot ke option aayega.to uske bad aap us option par click kare uske bad kuch second me procesing
hoga to aapke phone off ho kar phir se on ho jayega.to aapke phone ke virus is tarah bhi hat jayega or aapke phone pahle ke jaisa work karne lagega
  
∎ Use Best Antivirus App
main aapke recument karunga ki aap apne mobile phone me antivirus ko install karke aap rakhe.yadi aap nahi jante hai ki kon sa antivirus mobile ke liye sahi hota hai to main aapko kuch antivirus ke bare me batayenge.jisme se aap koi bhi antivirus ko aap apne moibile ke liye use kar sakte hai.to aaiye jante hai.
∎ Quick heal
jaise ki aap jante hi honge ki quack heal antivirus computer ya laptop ke liye sabse best antivitrus hai.or mujhe jaha tak malum hai ki is antivirus ko bahut se log use karte hai.or mai bhi iska use karta hu.

ye antiviruse mobile ke liye bhi uplabdh hai aap google play store me ja karke instal kar sakte hai.or ha ye free bhi hai or ye apps paid bhi hai.to aapko jo padsan hai aap apnbe mobile ke liye use kar sakte hai.

∎ 360 Security-antivirus Boost
Google play service kya hai
ye android phone me bahut kabhi use karte hai.or ye apps aapko asane se play store me mil jayega.or ye antivirus sabse jyada use kiyte jane wale apps hai.or eska rating bhi bahut hi badhiya hai.aap chahe to esko bhi use kar sakte hai.

∎ Cm Security
ye antivirus aapko bilkul free hai aap isko use karke aap asani se apne mobile se virus ko hata sakte hai.or ha aapko isme ek badhiya se featur hai jo ki aap apne apps ko lock kar skte hai.


∎ Reset Data Factory
android phone ke Data Factory ko reset karne se aapke mobile ke virus hat jata hai.restrat karne ke liye aapko sabse pahle aap apne mobile ke setting me ja karke Backup & Reset par aap click kare.uske bad aap Factory Data Reset par click kare or
phir aap Reset Phone par click kare.yadi aapko samjh me na aaye to aap procces dekh sakte hai.

Settings➝ Backup & Reset ➝ Factory Data Reset ➝ Reset Phone

∎ Remove Unknown App
aap ke mobile me jo automatically apps install go gaya hai to aap usko remove kar dijiye iske wajah se aapke mobile me virus aa jaste hai.to aap apne mobile se faltu ke apps ko remove kijiye.

∎ Cleaner App
aap apne mobile me cleaner apps ko install karke rakhe kyoki aapke mobile me Junk File jyada ho jata hai to mobile show chalne lagti hai.to aap cleaner apps ko use karke aap apne Junk File   file ko hata sakte hai.or aap apne phone ki speed ko fast kar sakte hai.

to aap ye post padhane ke bad to aapko pata chal gaya hoga ki mobile me virus kaha se aate hai or mobile ke virus ko kaise hatate hai.

I hope ki aapko mobile se virus kaise nikale ye post padhane ke bad bahut hi pasnd aaye hpga yadi post padand aaye to aap hamare blog ke subscribe kar sakte hai. kyoki main isi tarh post ko apne blog par update karte hai.

yadi  aapke iske bare me koi bhi sawal ho to aap comment box me comment kar sakte hai or ha aap apne dosto ke shath share kijiye taki uske bhi help ho sake.


Spread the love

Leave a comment