uske bad me adsense company uske account ke hamesha ke liye banned kar deti hai.to aaj ke post me is par aapko batane wala ki adsense ya kisi bhi advertising site se connet kab karna chahiye.jahe aap kisi bhi platfrom par new blog baneye.or blog banane ke bad paisa kamana chahte hi hai.
Eske liye aapke website par kitane visiter Minimum traffic for AdSense approval hona chahiye.blog banane ke bad aapko apne blog me kya-kya karna chahiye.bahut se aise new bloggerhai.jinko malum nahi hota hai ki blog banane ke bad blog me kya karna chahiye.
Or we sochte hai ki main to new blog bana liya or 3 se 4 post likh karshare kar diya.or kya mujhe karna hai.adsense ke liye apply kar deta hu.or jaise hi adsense ke liye apply karte hai to uska natija ye hota hai ki adsense account hi block ho jata hai isliye how to get adsense approval for blogger.
main aap logo se kahana chahta hu ki aap log prisram karo or prisram ka phal hamesa mitha hi hota hai.mera kahne ka matalav ye hai ki aap apne blogging line me aap dhyan se mehnat karo paisa khud-b-khud chala aapke passjayega.jaise ki aap jante hai mehanat karne se hi duniya me kuchmilta hai nahi to kuch bhi nahi milega.
Adsense Kya Hai?
adsense advertisment site ko google ne banaya hai.or aap adsense ko apne blog me lagane ke liye adsense aapko ek code dega jo ki aap apne blog par jaha par lagate hai.waha par aapke blog me ads show hoga or koi us par click karta hai to adsense aapko click ke paise deti hai.
Or adsense ke apne blog par lagane ke liye aapko kisi bhi platfrom par aapko blog banana padga.jise aap blog bana karke adsense ke code apne blog me laga sakte hai or aap blog se income bhi kar skte hai.chaliye eske bare me or bhi jante hai.
yadi aap adsense ke rules ko follow nahi karenge to aapke adsense account block ho sakte hai to aap se ye kahunga ki aap adsense policy ko ulnghan mat kijiyega ki aapke adsense account block ho jaye khas kar jinko english bahut kam aati hai.yadi aapke english aati hai to aap adsense policy ke rules ko read karke jankari le skte hai.
Adsense Ke Liye Apply Kaise Kare
How to get Google AdSense approval in 1 minute me pane ke liye aapko niche diye gaye jankari ko aap good se read kare or bataye gaye har ek bat ko aap dhyan se read karke follow kijiye.aapko adsense ke approval jaldi hi mil jayega.ek bat or ki aap koi bhi article ko read kare to read karne ke bad me hi aap usko follow kare.
1.traffic: adsense requirements for blogger lene ke liye aapko apne blog par google se organic traffic 300 se 500 hona chahiye.kyoki aapke itana pageview hone par adsense ke liye apply karte hai to kabhi-kabh adssense aapke pageview dekh kar apporoval kar deti hai.
2.contect: aap apne blog par jo bhi share karte hai to aapke article kam se ko 700-100 words ke hona chahiye.esse ye hota hai ki adsense ne jo aapke article ko dekh kar ads show karne ke allow kareta hai.
3.content copyright :aap apne blog par jo post ko share karte hai to aap apne article ko check karke hi publish kare yadi aapke post me copyright content hai to aapke adsense kabhi nahi approve kare eske liye aap hame aapne content ko check karke publish kare.
4.blog design: aap asdsense ke apply se pahle aap apne blog ke achhe se design kar le. usme jaruri widget ko add kar le.or aap apne blog ko simple me design kare kyoki jyada visiter simple design ko hi pasand karete hai.or esse ye faida hai ki adsense ke liye apply karte hai to jaldi apporove ho jata hai.
5.Creat Page :adsense aaply karne se pahle aap contact,about,privacy policy ke page bana le.esse ye fayda hai ki search engine bahut hi jyda pasand karta hai,or adsense jaldi apporov kar deta hai.
6.sitemap: aap apne blog ke liye sitemap bana le jaise ki google,bing,yandex aise bahut se search engine hai aap apne blog post ke url ke submit kar de esse ye hoga ki adsense ko aapke blog ke jankari prapt kar sake.
7.seo : aap adsense apply se pahle apne blog ke search engine me submit kar de jaise ki google,bing,yandex me kare esse ye hoga ke aapke blog seo freindly ban jaye.or adsense aapko jaldi approv kar dega.
Adsense Ke Liye Apply Kaise Kare ke bare me jankari pa liye hai or aap es post ko padh kar follow kar skte hai. yadi koi sawal ho to coomment kar skte hai.
I hope aapko ye jankar kaise yadi aap aise jankari pana chahte hai to aap hamre blog ko subscribe kar lijiye kyoki koi bhi new update karu to aapke pass pahuch jaye.