aaj ke post me hum jange ki aadhar card bank account se link kare ke bare me jaise ki aap jante hai.ki kisi bhi kam me aapko sabse pahle aaadhar caqrd ki jarurt padti hai.jahe aapko LGP,rasan card ke liye aapko aadhar card link karwana padata hai. aapke pass yadi aadhar card hai to aap sharkari yozana ke labh utha sakte hai.
yadi aapke pass aadhar card hai to thi hai.nahi hai to aap sabse pahle aap apna aadhar card banwa lijiye.to hum es post me aapko bataunga ki aap aapke pass time nahi hai bank me jane ke or aapko jaruri hai bank account se aadhar card link karwana to aapko preshan hone ki jarurt nahi aap aap ghar par baithe aap apne bank account se aadhar card link kar skte hai.main aapko pahle ke post me bata chuka hu ki bank account ke paise aap kaise check kar skte hai sirf ek missed call kar ke
jaise ki aapk log jante hai ki bank aacount se aadhar card link karwan kitana jaruri hai jahe we bank asix bank,sbi bank,canara bank,hdfc bank,pnb bank,icici bank ,bank of india,ho jahe koi or bhi bank kyo na ho aapko aadhar card ko link karwan kitana aniwary hai.yadi aap aadhar card ko bank se link kar liye hai to bahut hi accha hai.yadi aap abhi tak se bank account se link nahi kiye hai, to aap es post ko pure padhe or aap apne aadhar card ko link kar bank se yadi aap link nahi karte hai to aapke bank account ho skta hai ki close bhi ho skta hai.yadi aap link karna chahte hai to aap es post ko follow kijiye aap ghar baithe link kar skte hai.
⏩ Internet Security kaise Rakhe
dosto jaise ki aap jante hai ki aadhar card ko kisi bi kam ke liye kitan impotant hai,jahe we private company ho jahe we sharkari kam ho aapko har jagah par addhar card ke kitana jarurt hai aap khud hi pata kar skte hai .dosto aapko bataunga ki aap bank account se aadhar card kaise connect kar skte hai.to aap hame follow kijiye aapko malum chal jayega ki aadhar card kaise link karte hai.
Aadhar Card Kyo Link Kare
Aadhar Card Bank Account Se Link Kare
main aapko bank account se aadhar card ko link karne ke liye two method bataunga.jisko aap apne hisab se bank se aadhar card connect kar skte hai
01.sabse pahle aap internet banking se bank ko aadhar card se link kare
1.aadhar card ko bank se link karne ke liye aap bank ke official website par jaye.
2.uske bad aap Internet Banking Login kijiye.
3.login karne ke bad aapko right site me aapko my account par click kijiye.
click Karne ke bad aapko niche side me Link Your Aadhar Number show Karega to AAP us par click kare.
ab aapko sare details fill Karna hai
Transaction Account ko select kare
aapko next option me automatic mobile number select ho jayega.
ab aap aadhar card ke number ko daliye.
jab aapke sab form fill kar liye hai.to aap submit button par click kare.
ab aapke bank account se aadhar card link ho jayega to aap aise internet ke jariye bank account se aadhar card ko add kar skte hai.
click karne ke bad aap page par jaye or aap aadhar card ko fill kijiyeor uske bad aap aadhar card ko 12 digit ke number daliye.
yadi aapko link karne me koi bhi presani ho to comment kar skte hai nahi to aap whatsapp par chat kar skte hai.mere bade bhai aap se ek request hai ki aap